
❤️ दुख दे कर सवाल करते हो ❤️
दुख दे कर सवाल करते हो
तुम भी ग़ालिब कमाल करते हो
देख कर पुछ लिया हाल मेरा
चलो कुछ तो ख्याल करते हो
शहर-ऐ-दिल में यह उदासियाँ कैसी
यह भी मुझसे सवाल करते हो
मरना चाहें तो मर नहीं सकते
तुम भी जीना मुहाल करते हो
अब किस की मिसाल दूँ तुम को “ग़ालिब“
हर सितम बे-मिसाल करते हो
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
❤️ Dhukh de kar sawal karte ho ❤️
Dhukh de kar sawal karte ho
Tum bhi Ghalib kamal karte ho
Dekh kar puch liya haal meera
Chalo kuch to khayal karte ho
Shehar-ae-dil mein yeh udasiyaan kaisi
Yeh bhi mujhse sawal karte ho
Marnaa chahein to mar nahi sakte
Tum Bhi jeena muhaal karte ho
Ab kis ki missal dun tum ko “Ghalib“
Har sitm be-misaal karte ho